youtube search

Monday, July 23, 2012

Wednesday, March 23, 2011

hain sabse madhur wo geet jinhen ham.



Song : hain sabse madhur wo geet jinhen ham..
Movie: Patita (1953)
Singer : Talat Mehmood
Music Director: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Shailendra Singh
Cast : Dev Anand, Usha Kiran,


Shankardas Kesarilal (August 30, 1923 - December 14, 1966), popularly known by his pen name Shailendra, was a popular Indian Hindi lyricist.

Shailendra was born in Rawalpindi, Punjab (British India).
[Shailendra started his career as an employee with Indian Railways. His job brought him to Mumbai (then Bombay) in 1947. He started writing poetry during these days. Once, when he was reading out his poem Jalta hai Punjab at a public meeting, filmmaker Raj Kapoor noticed him. He offered to buy poems written by Shailendra and use them for his movie Aag (1948). Shailendra, a member of the left wing IPTA, was wary of mainstream Indian cinema and refused. However, after the birth of his son, Shaily, he needed money and himself approached Raj Kapoor.

Shailendra's first project for Raj Kapoor was the movie Barsaat (1949). For Rs 500, he wrote two songs: Patli kamar hai and Barsaat mein. The music for Barsaat was composed by Shankar-Jaikishan. The team of Raj Kapoor, Shailendra and Shankar-Jaikishan produced many superhits.

In the days when composers would recommend lyricists to producers. Shankar-Jaikishan had promised Shailendra that they would recommend him around, but didn't keep their promise. Shailendra sent them a note with the lines, "Chhoti Si Yeh Duniya Pehchaane Raaste Hain Kahin To Miloge Phir Poochhenge Haal". Shankar-Jaikishan realized what the message meant and having said sorry, turned the lines into a well-known song.

Apart from Shankar-Jaikishan, Shailendra also shared a rapport with composers such as Salil Chowdhary (Madhumati), Sachin Dev Burman ( Guide, Bandini, Kala Bazaar), and Ravi Shankar (Anuradha). Apart from Raj Kapoor, he shared a rapport with filmmakers such as Bimal Roy (Do Bigha Zameen, Madhumati, Bandini) and Dev Anand (Guide).

Shailendra had invested in the movie Teesri Kasam, which was not successful. It is said that this was the ultimate cause of his death. His son Shaily Shailendra is also a lyricist.
Awards

Shailendra won the Filmfare Best Lyricist Award three times. * 1958 Yeh mera deewanapan hai (Yahudi) * 1959 Sab kuch seekha hamne (Anari) * 1968 Main gaoon tum so jaao ( Brahmchari)

Shailendra's most popular songs :-

For filmography please see IMDB entry * Awara Hoon (Awaara, 1951) * Ramaiya Vastavaiya (Shri 420) * Mud Mud Ke Na Dekh (Shri 420) * Mera Joota Hai Japani (Shri 420) * Aaj Phir Jeene Ki (Guide) * Gata Rahe Mera Dil (Guide) * Piya Tose Naina Laage Re (Guide) * Kya Se Kya Ho Gaya (Guide) * Har Dil Jo Pyar Karega (Sangam) * Dost Dost Na Raha (Sangam) * Sab Kuchh Seekha hamne (Anari) * Kisi Ki Muskurahaton Pe/Jeen isi ka naam hai (Anari) * Dil Ki Nazar Se (Anari) * Khoya Khoya Chand((kala bazar)) * Kahin Door Jab Din Dhal Jaye (Anand) * Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke (Anand)

Category:
Music

Tags:
shailendrapatita1952hai sabse madhur wo geettalat mehmoodshankar jaikishandevanandusha kiranmastkalandrhindi oldiesbest of talathindi old is goldindian bollywood

Sunday, June 13, 2010

milte hi aankhen dil hua diivana kisi ka..



mastkalandr — June 13, 2010 — Song : milte hi aankhen dil hua diivana kisi ka..
Movie: Babul (1950) बाबुल, بابُل
Singer(s): Talat Mehmood, Shamshad Begum
Music Director: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Cast : Nargis,Dilip Kumar,Munawar Sultana ,Jankidas ,Tun Tun (Uma Devi),Amar,H. Pahadi,Vinod
Director : S.U.Sunny
Producer : Naushad Ali
LYRICS :-
milte hi aankhen
dil hua deewana kisi ka
milte hi aankhen
dil hua deewana kisi ka

afsaana mera ban gaya
afsaana kisi ka
afsaana mera ban gaya
afsaana kisi ka

poochho na muhabbat ka asar
haaye na poochho
haaye na poochho
poochho na muhabbat ka asar
haaye na poochho
haaye na poochho

dum bhar mein koi ho gaya
parwaana kisi ka
dum bhar mein koi ho gaya
parwaana kisi ka

afsaana mera ban gaya
afsaana kisi ka
milte hi aankhen
dil hua deewana kisi ka

haste hi na aa jaaye kahin
aankhon mein aansoo
aankhon mein aansoo

haste hi na aa jaaye kahin
aankhon mein aansoo
aankhon mein aansoo

bharte hi chhalak jaaye na
paimaana kisi ka
bharte hi chhalak jaaye na
paimaana kisi ka

afsaanaa mera ban gaya
afsaana kisi ka
milte hi aankhen
dil hua deewana kisi ka..

Babul (Hindi:) or (Father's House) is a 1950 Bollywood film directed by S.U. Sunny produced and with music direction by Naushad. The film stars Dilip Kumar and Nargis. A box-office success, the film became the second highest earning film of 1950, earning an approximate gross of Rs. 1,25,00,000 and a nett gross of Rs. 70,00,000.
summary :-This is the story of two widower fathers(iankidas)(nargis) in Madhopur. The first one lives a poor lifestyle, and has a daughter by the name of Bela, who he hopes will get married to the new Postmaster, Ashok, who comes from a wealthy family. He is all the more thrilled when he finds out that Ashok is indeed taking more than an average interest in Bela and has even given her some jewelry. The second dad is Jamnadas, the father of Usha, who lives a wealthy lifestyle in a mansion. He would like her to get married to Vinod, the son of Ganga Prasad, but Usha is in love with Ashok. Who will Ashok marry?

Saturday, June 12, 2010

gam ki andheri raat mein dil ko na bekarar kar



mastkalandr — June 20, 2009 — Song :gam ki andheri raat mein dil ko na bekarar kar...a wonderful song sung by two legends
Singers: Mohammad Rafi, Talat Mehamood (song with lyrics and lovely photos)
Movie Name: Sushila (1963)
Lyrics : jan nisar akhtar
Music Director: C. Arjun
Director: Mahendra Pran
Producer: Shri Vinayak Chitra
Release Date: 1963
Genre: Family
bemurawat bewafa begana e dil aap hai ,
aap mane ya na mane mere qatil aap hai .,this song is in this film is sung by mubarak begum is very emotional classic song one must listen.. so listen and enjoy sweet pleasant voice of wonderful singer mubarak begum in this channel of old song lover mast mast mastkalandr...

Lyrics :-

Rafii: Gam Kii A.Ndherii Raat Me.N
Dil Ko Na Beqaraar Kar
Subah Zaruur Aayegii
Subah Ka Intazaar Kar
Gam Kii A.Ndheri Raat Me.N

Talat: Dard Hai Saarii Zindagi
Jisakaa Koi Silaa Nahii.N
Dil Ko Fareb Dijiye
Aur Ye Hausalaa Nahii.N \- 2

Rafii: Khud Se To Badagumaa.N Na Ho
Khud Pe To Aitabaar Kar
Subah Zaruur Aayegii
Subah Ka Intazaar Kar
Gam Kii Andheri Raat Me.N

Talat: Khud Hii Ta.Dap Ke Rah Gaye
Dil Ki Sadaa Se Kyaa Milaa
Aag Se Khelate Rahe
Ham Ko Vafaa Se Kyaa Milaa \- 2

Rafii: Dil Ki Lagii Bujhaa Na De
Dil Ki Lagii Se Pyaar Kar
Subah Zaruur Aayegii
Subah Ka Intazaar Kar

Gam Kii A.Ndheri Raat Me.N ...

Friday, July 17, 2009

do din ki mohabbat mein hamne..



Song -do din ki mohabbat mein hamne.. ENJOY A RARE GEM..My favorite song with memorable photos of talat meh.
Movie -Chhote Babu (1957)
Singer -Talat Mehmood Sahab
Music Director-Legendary Madan Mohan
Lyricist - Kaifi Ifrani A great Urdu Poet
Cast - Shekhar, Nimmi, Abhi Bhattacharya ,Kanhaiyalal, Helen, ,Agha, Leela Mishra
Director -Harsukh Jagneshwar Bhatt
Produced By: MOVIE STARS

Genres -Hindi Family Drama

Hindi Lyrics: -
do din ki muhabbat mein ham ne
kuchh khoya hai kuchh paaya hai
do gam ke aansu ham ko mile
jine ka chain ganvaaya hai
do din ki muhabbat mein ham ne
aramaan hain jo nikale hi nahin
kuchh aansu hai jo bahe nahin
kuchh aise bhi afasaane hain
jo ham ne kisi se kahe nahin
kuchh hansi mein badale hain aansu
aur apana dard chhupaaya hai
do din ki muhabbat mein ham ne
ai dil tu hamein tadapaata tha
le ham ne rulaaya hai tujh ko
ai dil ki lagi tu jalaati thi
le ham ne jalaaya hai tujh ko
is dard ko vo jaane jis ne
ghar apana kabhi jalaaya hai
do din ki muhabbat mein ham ne
is baat pe khush hai divaana
mere zakm kisi ke kaam aaye
ek rog naya ham le baithe
kya jaane kab aaraam aaye
ai dil itana bedaar na ho
jab gam ko gale lagaaya hai
do din ki muhabbat mein ham ne... kaifi ifrani
Category: People & Blogs

Tags: talat mehmood do din ki mohabbat nimmi madam mohan mastkalandr chhote babu 1957 hindi old is gold bolltwood

Tuesday, July 14, 2009

Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare



Song -.Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen..
. ENJOY A RARE GEM..My favorite song with memorable photos of GRACEFUL BOLLYWOOD actress watch on youtube
Movie -Chhote Babu (1957)
Singer -Talat Mehmood Sahab And Lata Mangeshkar
Music Director-Legendary Madan Mohan
Lyricist - Indeewar...A legendary Poet
Cast - Shekhar, Nimmi, Abhi Bhattacharya ,Kanhaiyalal, Helen, ,Agha, Leela Mishra
Director -Harsukh Jagneshwar Bhatt
Produced By- MOVIE STARS
Hindi Lyrics:-

Teri Chamakti Aankhon Ke Aage Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen
Tu Jo Badha De Haath Zara-Duniya Ke Sahaare Kuchh Bhi Naheen
Teri Chamakti Aankhon Ke Aage Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen

Maan Liya Dilkash Hain Bohot-Ye Raaat Hasin Ye Chaand Jawaan
Baat Jo Dekhi Hain Toujh Mein Nazaaron Mein Woh Baat Kahaan
Saamne Mere Tu Ho Agar Duniya Ke Nazaare Kuchh Bhi Naheen
Teri Chamakti Aankhon Ke Aage Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen

Saath Hain Mere Tu Jab Tak Raoshan Hain Jeewaan Ki Raahein
Kyoun Ho Mujhe Manzil Kaa Gham Patwaar Hain Jab Teri Baahein
Maajhi Hain Gar Tu Naiya Ka Toufaan Ke Dhaare Kuchh Bhi Naheen
Teri Chamakti Aankhon Ke Aage Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen

Baandh Liya Bandhan Mein Toumhein Bas Mein Karliya Bahaaron Ko
Hain Ye Woh Bandhan Jo Kar De Aazaad Ghamon Ke Maaron ko
Pyaar Ki Pyari Chhaaon Mile To Gham Ke Saraane Kuchh Bhi Naheen
Teri Chamakti Aankhon Ke Aage Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen
Posted by mastkalandr at 8:59 PM
Category: People & Blogs

Tags: CHHOTE BABU 1957 talat mehmod lata mangeshkar indeewar mastkalandr madan mohan nimmi teri chamakti aankhon hindi old is gold bollywood

Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare

Song -.Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen..
. ENJOY A RARE GEM..My favorite song with memorable photos of GRACEFUL BOLLYWOOD actress
Movie -Chhote Babu (1957)
Singer -Talat Mehmood Sahab And Lata Mangeshkar
Music Director-Legendary Madan Mohan
Lyricist - Indeewar...A legendary Poet
Cast - Shekhar, Nimmi, Abhi Bhattacharya ,Kanhaiyalal, Helen, ,Agha, Leela Mishra
Director -Harsukh Jagneshwar Bhatt
Produced By- MOVIE STARS

Hindi Lyrics:-