youtube search

Friday, February 6, 2009

teri chamakti aankhon ke aage ye sitare khuchh bhi nahi...


Powered by PZ10.com

Also listen on youtube search mastkalandr (on youtube),Song -do din ki mohabbat mein hamne.. ENJOY A RARE GEM..My favorite song with memorable photos of talat meh.

Movie -Chhote Babu (1957)song teri chamakti aankhon ke aage ...
Singer -Talat Mehmood Sahab,lata mangeshkar
Music Director-Legendary Madan Mohan
Lyricist - Indeewar A great Poet
Cast - Shekhar, Nimmi, Abhi Bhattacharya ,Kanhaiyalal, Helen, ,Agha, Leela Mishra
Director -Harsukh Jagneshwar Bhatt
Produced By: MOVIE STARS

Genres -Hindi Family Drama


Hindi Lyrics:

Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen
Tu Jo Badha Dein Haath Zara-Duniya Ke Sahaare Kuchh Bhi Naheen
Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen

Maan Liya Dilkash Hain Bohot-Ye Raaat Hasin Ye Chaand Jawaan
Baat Jo Dekhi Hain Toujh Mein Nazaaron Mein Woh Baat Kahaan
Saamne Mere Tu Ho Agar Duniya Ke Nazaare Kuchh Bhi Naheen
Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen

Saath Hain Mere Tu Jab Tak Raoshan Hain Jeewaan Ki Raahein
Kyoun Ho Mujhe Manzil Kaa Gham Patwaar Hain Jab Teri Baahein
Maajhi Hain Gar Tu Naiya Ka Toufaan Ke Dhaare Kuchh Bhi Naheen
Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen

Baandh Liya Bandhan Mein Toumhein Bash Mein Karliya Bahaaron Ko
Hain Ye Woh Bandhan Jo Kar Dein Aazaad Ghamon Ke Maaron ko
Pyaar Ki Pyyar Chhaaon Mile To Gham Ke Saraane Kuchh Bhi Naheen
Teri Chamakti Aankhon Ke Aagein Ye Sitaare Kuchh Bhi Naheen

do din ki muhabbat mei hamne..

http://ww.smashits.com/music/hindi-film/songs/7947/chhote-babu.html

Tags: talat mehmood do din ki mohabbat nimmi madam mohan mastkalandr chhote babu 1957 hindi old is gold bolltwood




lyrics:

do din ki muhabbat mein ham ne
kuchh khoya hai kuchh paaya hai
do gam ke aansu ham ko mile
jine ka chain ganvaaya hai
do din ki muhabbat mein ham ne
aramaan hain jo nikale hi nahin
kuchh aansu hai jo bahe nahin
kuchh aise bhi afasaane hain
jo ham ne kisi se kahe nahin
kuchh hansi mein badale hain aansu
aur apana dard chhupaaya hai
do din ki muhabbat mein ham ne
ai dil tu hamein tadapaata tha
le ham ne rulaaya hai tujh ko
ai dil ki lagi tu jalaati thi
le ham ne jalaaya hai tujh ko
is dard ko vo jaane jis ne
ghar apana kabhi jalaaya hai
do din ki muhabbat mein ham ne
is baat pe khush hai divaana
mere zakm kisi ke kaam aaye
ek rog naya ham le baithe
kya jaane kab aaraam aaye
ai dil itana bedaar na ho
jab gam ko gale lagaaya hai
do din kimuhabbat mein ham ne